Pal Pal Lyrics by Ahmad Shaad Safwi is brand new Hindi song with music given by Ajay Nagarkoti. Pal Pal song lyrics are written by Ajay and Farhaan Khan while its music video is directed by Shadab Siddique.
Pal Pal Song Info:
Song: Pal Pal
Singer: Ahmad Shaad SafwiMusic Director: Ajay Nagarkoti
Lyrics: Ajay Nagarkoti & Farhaan KN
Direction : Shadab Siddiqui
Label By: T- series
Lyrics:
Pal pal tha tere sath ghuzara
Iss jag mein tu hi tha humara
Har lamha tujhe jeete the yaara
Iss jag mein tu hi tha humara
Yaad teri bas yaad hai
Gham ter bin tadpate hain
Aye mere humsafar ho gaye kyun door
Chhod ke kyun gaye humko yoon majboor
Aye mere humsafar ho gaye kyun door
Tu nahi jo sath mere
Zindagi hai rooth gayi
Jaane se tere saari khushiyan
Saari ummeedein toot gayi
Seh paaye na yeh gham tera
Dil hua hai choor
Aye mere humsafar ho gaye kyun door
Chhod ke kyun gaye humko yoon majboor
Aye mere humsafar ho gaye kyun door
Jeene ki meri tu hi wajah hai
Tu hi mera aasra
Jaan se zyada chaha tha tumko
Chahte rahenge sada
Mil paaye na jo tu humein
To maut hi hai manzoor
Aye mere humsafar ho gaye kyun door
Chhod ke kyun gaye humko yoon majboor
Aye mere humsafar ho gaye kyun door
Saathiya saathiya
No comments:
Write comments